Main kangnaa khankaaoon tum geet likho

मैं कंगना खनकाऊं तुम गीत लिखो
Work
Year
Language

मैं कंगना खनकाऊं तुम गीत लिखो
मैं पायल छनकाऊं तुम गीत लिखो
मैं बिंदिया चमकाऊं तुम गीत लिखो
मैं कंगना खनकाऊं …

काली काली लट बिखरा दूँ
आंचल के बादल को उड़ा दूँ
यौवन की मदिरा छलका दूँ
अंग अंग को मैं छन्द बना दूँ
मैं सज धज के आऊँ तुम गीत लिखो
मैं कंगना खनकाऊं …

साँसों में आके बस जाऊँ
मन के सोए भाव जगाऊं
कविता बन के ऐसे रिझाऊं
अमर कवि मैं तुमको बनाऊं
मैं गजरा महकाऊं तुम गीत लिखो
मैं कंगना खनकाऊं …

maiṅ kaṅgnā khankāūṅ tum gīt likho
maiṅ pāyal chhankāūṅ tum gīt likho
maiṅ biṅdiyā chamkāūṅ tum gīt likho
maiṅ kaṅgnā khankāūṅ …

kālī kālī laṭ bikhrā dūṇ
āṅchal ke bādal ko uṛā dūṇ
yauvan kī madirā chhalkā dūṇ
aṅg aṅg ko maiṅ chhand banā dūṇ
maiṅ saj dhaj ke āūṇ tum gīt likho
maiṅ kaṅgnā khankāūṅ …

sāṇsoṅ meṅ āke bas jāūṇ
man ke soe bhāv jagāūṅ
kavitā ban ke aise rijhāūṅ
amar kavi maiṅ tumko banāūṅ
maiṅ gajrā mahkāūṅ tum gīt likho
maiṅ kaṅgnā khankāūṅ …