मैं तो जनम जनम की प्यासी
मुझे अपनी बना लो दासी
मैं तो जनम जनम की …
मेरे होंठो पे गूँजे तेरा गीत रे
मेरी पायल में तेरा संगीत रे
तेरे ही कारण बनी बैरागन
ओ मेरे मन के बासी
मैं तो जनम जनम की …
मेरी नैया खिवय्या बिन जा रही
मेरी यूँ ही उमर बीती जा रही
तू जो मिले तो मन में खिले रे
प्रीत की पूरन मासी
मैं तो जनम जनम की …
maiṅ to janam janam kī pyāsī
mujhe apnī banā lo dāsī
maiṅ to janam janam kī …
mere hoṅṭho pe gūṇje terā gīt re
merī pāyal meṅ terā saṅgīt re
tere hī kāraṇ banī bairāgan
o mere man ke bāsī
maiṅ to janam janam kī …
merī naiyā khivayyā bin jā rahī
merī yūṇ hī umar bītī jā rahī
tū jo mile to man meṅ khile re
prīt kī pūran māsī
maiṅ to janam janam kī …