मैं जहाँ रहूँ , मैं कहीं भी हूँ, तेरी याद साथ है
किसी से कहूँ के नही कहूँ, यह जो दिल की बात है
कहने को साथ अपने एक दुनिया चलती है
पर चुपके इस दिल में तन्हाई पलती है
बस याद साथ है ...
कहीं तो दिल में यादों की, इक सूली गड़ जाती है
कहीं हर एक तस्वीर बहोत ही धुंदली पड़ जाती है
कोई नई दुनियाँ के नये रंगो में खुश रहता है
कोई सब कुछ पाके भी यह मन ही मन कहता है
कहीं तो बीते कल की जड़े, दिल में ही उतर जाती है
कहीं जो धागे टूटे तो, मालायें बिखर जाती हैं
कोई दिल में जगह नई बातों के लिये रखता है
कोई अपनी पलकों पर यादों के दिये रखता है
मैं जहाँ रहूँ , मैं कहीं भी हूँ, तेरी याद साथ है
Work
Year
Language
maiṅ jahāṇ rahūṇ , maiṅ kahīṅ bhī hūṇ, terī yād sāth hai
kisī se kahūṇ ke nahī kahūṇ, yah jo dil kī bāt hai
kahne ko sāth apne ek duniyā chaltī hai
par chupke is dil meṅ tanhāī paltī hai
bas yād sāth hai ...
kahīṅ to dil meṅ yādoṅ kī, ik sūlī gaṛ jātī hai
kahīṅ har ek tasvīr bahot hī dhuṅdlī paṛ jātī hai
koī naī duniyāṇ ke naye raṅgo meṅ khuśh rahtā hai
koī sab kuchh pāke bhī yah man hī man kahtā hai
kahīṅ to bīte kal kī jaṛe, dil meṅ hī utar jātī hai
kahīṅ jo dhāge ṭūṭe to, mālāyeṅ bikhar jātī haiṅ
koī dil meṅ jagah naī bātoṅ ke liye rakhtā hai
koī apnī palkoṅ par yādoṅ ke diye rakhtā hai