Main jaantee hoon tum na aaoge kabhee piyaa

मैं जानती हूँ तुम न आओगे कभी पिया
Work
Year
Language

मैं जानती हूँ तुम न आओगे कभी पिया
फिर भी तुम्हारी राह में जला रही दिया
ओ पिया, ओ पिया

ले करतलों की रात में तारों की आरती
ओ देवता, मैं देर से रस्ता निहारती
मालूम है मुझे की मिल न पाएगा जिया
फिर भी तुम्हारी राह में …

मैं मानती हूँ तुम न पहनोंगे कभी ये हार
आँचल में सूख जाएँगे आँसू के हर सिंगार
कितने हैं टूटे हार को गले लगा लिया
फिर भी तुम्हारी राह में …

पूरे बरस में एक दिन आने की बात थी
इस ???? हिलमिल?? जाने की बात थी
आने की बात थी
वादा किया तुम्हीं ने, तुम्हीं ने भुला दिया
फिर भी तुम्हारी राह में …

maiṅ jāntī hūṇ tum na āoge kabhī piyā
phir bhī tumhārī rāh meṅ jalā rahī diyā
o piyā, o piyā

le karatloṅ kī rāt meṅ tāroṅ kī ārtī
o devtā, maiṅ der se rastā nihārtī
mālūm hai mujhe kī mil na pāegā jiyā
phir bhī tumhārī rāh meṅ …

maiṅ māntī hūṇ tum na pahnoṅge kabhī ye hār
āṇchal meṅ sūkh jāeṇge āṇsū ke har siṅgār
kitne haiṅ ṭūṭe hār ko gale lagā liyā
phir bhī tumhārī rāh meṅ …

pūre baras meṅ ek din āne kī bāt thī
is ???? hilmil?? jāne kī bāt thī
āne kī bāt thī
vādā kiyā tumhīṅ ne, tumhīṅ ne bhulā diyā
phir bhī tumhārī rāh meṅ …