Main hoon roop kee raanee

मैं हूँ रूप की रानी
Year
Language

हो
मैं हूँ रूप की रानी -2
हो सजनी जादू है मेरी जवानी

( मैं हूँ पूनम की चाँदिनी
मैं हूँ दीपक की रागिनी ) -2
जल जाते मुझ पर परवाते
हा
रहती राख निशानी
हो सजनी जादू है मेरी जवानी

आ हा
पिया गये बुझाने प्यास रे
हाय कैसी झूठी आस रे
चाँद छोड़ रीझें तारे पर
ये कैसी नादानी

हो सजनी मैं हूँ रूप की रानी

ho
maiṅ hūṇ rūp kī rānī -2
ho sajnī jādū hai merī javānī

( maiṅ hūṇ pūnam kī chāṇdinī
maiṅ hūṇ dīpak kī rāginī ) -2
jal jāte mujh par parvāte

rahtī rākh niśhānī
ho sajnī jādū hai merī javānī

ā hā
piyā gaye bujhāne pyās re
hāy kaisī jhūṭhī ās re
chāṇd chhoṛ rījheṅ tāre par
ye kaisī nādānī

ho sajnī maiṅ hūṇ rūp kī rānī