Main hoon nister zohny maine sab mulqon

मैं हूँ ंइस्तेर ज़ोह्न्य मैने सब मुल्क़ों
Work
Year
Language

मैं हूँ Mister Johny
मैने सब मुल्क़ों का पिया है पानी
सारी दुनिया घूम-घाम के बना हूँ हिन्दुस्तानी

तुम पूछोगे क्‌यों मैं अभी बताता हूँ
मैं हूँ Johny बड़ा तूफ़ानी
मैं Johny बड़ा तूफ़ानी
एक मुल्क़ की सुनो कहानी मिली वहाँ इक हुस्न की रानी
जब तक था कलदार जेब में तब तक थी हर बात सुहानी
इक दिन बोली सुनो सनम माल हज़म और खेल खतम
चली गई वो मुझे छोड़ कर देकर ठंडा पानी
मैं हूँ Mister Johny …

दूजे मुल्क़ गया मैं यार मिल गई इक बाँकी सरकार
ख़ूब हुआ पहले तो प्यार बाद में मुझको हुआ बुखार
इक दिन बोली johny यार हम जाता तुम है बीमार
साथ किसी के भाग गई वो देकर ठंडा पानी
मैं हूँ Mister Johny …

तीजे मुल्क़ का देखो पोल मिल गई madam टालमटोल
देख के उसका प्यारा मुखड़ा मैं तो हुआ डाँवाडोल
चोरों की वह साथी निकली कर गई मेरा बिस्तर गोल
सारा माल उड़ा कर ले गई देकर ठंडा पानी
मैं हूँ Mister Johny …

johny हिन्दुस्तान में आया देखी चम्पा दिल ललचाया
जा के मिला उसकी अम्मा से शादी का पैग़ाम टिकाया
हो गई शादी मिल गई चम्पा दस बच्चों का बाप कहाया
उसका सच्चा प्यार देख कर बन गया हूँ हिन्दुस्तानी
देकर ठंडा पानी
मैं हूँ Mister Johny …

maiṅ hūṇ Mister Johny
maine sab mulqoṅ kā piyā hai pānī
sārī duniyā ghūm-ghām ke banā hūṇ hindustānī

tum pūchhoge k‌yoṅ maiṅ abhī batātā hūṇ
maiṅ hūṇ Johny baṛā tūfānī
maiṅ Johny baṛā tūfānī
ek mulq kī suno kahānī milī vahāṇ ik husn kī rānī
jab tak thā kaldār jeb meṅ tab tak thī har bāt suhānī
ik din bolī suno sanam māl hazam aur khel khatam
chalī gaī vo mujhe chhoṛ kar dekar ṭhaṅḍā pānī
maiṅ hūṇ Mister Johny …

dūje mulq gayā maiṅ yār mil gaī ik bāṇkī sarkār
khūb huā pahle to pyār bād meṅ mujhko huā bukhār
ik din bolī johny yār ham jātā tum hai bīmār
sāth kisī ke bhāg gaī vo dekar ṭhaṅḍā pānī
maiṅ hūṇ Mister Johny …

tīje mulq kā dekho pol mil gaī madam ṭālamṭol
dekh ke uskā pyārā mukhaṛā maiṅ to huā ḍāṇvāḍol
choroṅ kī vah sāthī niklī kar gaī merā bistar gol
sārā māl uṛā kar le gaī dekar ṭhaṅḍā pānī
maiṅ hūṇ Mister Johny …

johny hindustān meṅ āyā dekhī champā dil lalchāyā
jā ke milā uskī ammā se śhādī kā paiġhām ṭikāyā
ho gaī śhādī mil gaī champā das bachchoṅ kā bāp kahāyā
uskā sachchā pyār dekh kar ban gayā hūṇ hindustānī
dekar ṭhaṅḍā pānī
maiṅ hūṇ Mister Johny …