मैं हूँ गांव की गोरी बाबू रंग लहरी
पू: मैं हूँ गांव की गोरी बाबू रंग लहरी -2
ज़रा मुझको भी पढ़ना सिखा दे तू -2
कु: बैठ यहाँ मेरी रानी मैं तुझको आज पढ़ा दूँ
A B C D E F G H तुझको आज सिखा दूँ
पढ़ा लिखा के तुमको आ मैं up to date बना दूँ
पू: मैं हूँ गांव की गोरी …
कु: मटक मटक के लचक लचक के यूँ न चल दिलजानी
रंग बदलना सीख ले चलना लड़की हिन्दुस्तानी -2
पू: ( मैं हूँ लड़की ) -2 अनाड़ी ओ रंगीले शहरी
ज़रा मुझको भी चलना बता दे तू
मैं हूँ गांव की गोरी …
मुझे पकड़ के मुझे जकड़ के कैसा पाठ पढ़ाए
कभी इधर से कभी उधर से तू क्यों हाथ लगाए -2
कु: मैं दीवाना तेरा तू दीवानी है मेरी
आ तुझे प्यार करना सिखा दूँ मैं -2
पू: बैठ यहाँ परदेसी क्या सीखा तुझे बता दूँ
A B C D E F G H पढ़ के मैं सुना दूँ
तुझे दीवाने आज मैं बनके up to date दिखा दूँ
कु: तू गांव की गोरी मैं हूँ रंग लहरी -2
आ तुझे आज पढ़ना सिखा दूँ मैं -2
pū: maiṅ hūṇ gāṅv kī gorī bābū raṅg lahrī -2
zarā mujhko bhī paṛhnā sikhā de tū -2
ku: baiṭh yahāṇ merī rānī maiṅ tujhko āj paṛhā dūṇ
A B C D E F G H tujhko āj sikhā dūṇ
paṛhā likhā ke tumko ā maiṅ up to date banā dūṇ
pū: maiṅ hūṇ gāṅv kī gorī …
ku: maṭak maṭak ke lachak lachak ke yūṇ na chal diljānī
raṅg badalnā sīkh le chalnā laṛkī hindustānī -2
pū: ( maiṅ hūṇ laṛkī ) -2 anāṛī o raṅgīle śhahrī
zarā mujhko bhī chalnā batā de tū
maiṅ hūṇ gāṅv kī gorī …
mujhe pakaṛ ke mujhe jakaṛ ke kaisā pāṭh paṛhāe
kabhī idhar se kabhī udhar se tū kyoṅ hāth lagāe -2
ku: maiṅ dīvānā terā tū dīvānī hai merī
ā tujhe pyār karnā sikhā dūṇ maiṅ -2
pū: baiṭh yahāṇ pardesī kyā sīkhā tujhe batā dūṇ
A B C D E F G H paṛh ke maiṅ sunā dūṇ
tujhe dīvāne āj maiṅ banke up to date dikhā dūṇ
ku: tū gāṅv kī gorī maiṅ hūṇ raṅg lahrī -2
ā tujhe āj paṛhnā sikhā dūṇ maiṅ -2