मैं हसीं ये महफ़िल है जवां ... देखो मुझे हो मैं हूं हसीना
मैं हसीं ये महफ़िल है जवां कोई है यहां मुझसा कहां
मस्ती भरी जवानी है हर अदा मस्तानी है
देखो मुझे हो मैं हूं हसीना हसीना हसीना हसीना
तू शमा मैं परवाना तेरा हे सुन ज़रा तू अफ़साना मेरा
सबको मेरा सलाम है हर जुबां पे मेरा नाम है
देखो मुझे हो मैं हूँ दीवाना दीवाना दीवाना दीवाना
मैं हसीं …
क्या है तू और मैं हूँ क्या अभी होगा फ़ैसला ये
किसमें कितना ज़ोर है चल जाएगा पता ये
जब तलक है दम में दम फिर हम को क्या कोई ग़म
हमको इतनी है खबर कभी हारेंगे नहीं हम
तुझ पे मैं छा जाऊंगा रंग अपना जमाऊंगा
देखो मुझे हे मैं हूँ
मैं हसीं …
देखकर तुझको यहां मुझे कुछ याद आ रहा है
तू यकीनन है वो ही मेरा दिल ये कह रहा है
ऐसा मैं कुछ कर जाऊंगा यारों के काम आऊंगा
देखो मुझे मैं हूँ
मैं हसीं …
maiṅ hasīṅ ye mahafil hai javāṅ koī hai yahāṅ mujhsā kahāṅ
mastī bharī javānī hai har adā mastānī hai
dekho mujhe ho maiṅ hūṅ hasīnā hasīnā hasīnā hasīnā
tū śhamā maiṅ parvānā terā he sun zarā tū afsānā merā
sabko merā salām hai har jubāṅ pe merā nām hai
dekho mujhe ho maiṅ hūṇ dīvānā dīvānā dīvānā dīvānā
maiṅ hasīṅ …
kyā hai tū aur maiṅ hūṇ kyā abhī hogā faislā ye
kismeṅ kitnā zor hai chal jāegā patā ye
jab talak hai dam meṅ dam phir ham ko kyā koī ġham
hamko itnī hai khabar kabhī hāreṅge nahīṅ ham
tujh pe maiṅ chhā jāūṅgā raṅg apnā jamāūṅgā
dekho mujhe he maiṅ hūṇ
maiṅ hasīṅ …
dekhkar tujhko yahāṅ mujhe kuchh yād ā rahā hai
tū yakīnan hai vo hī merā dil ye kah rahā hai
aisā maiṅ kuchh kar jāūṅgā yāroṅ ke kām āūṅgā
dekho mujhe maiṅ hūṇ
maiṅ hasīṅ …