Main gaaoon tum so jaao, sukh sapnon men kho jaao

मैं गाऊँ तुम सो जाओ, सुख सपनों में खो जाओ
Year
Language

मैं गाऊँ तुम सो जाओ
सुख सपनों में खो जाओ
माना आज की रात है लम्बी
माना दिन था भारी
पर जग बदला बदलेगी
एक दिन तक़दीर हमारी
उस दिन के ख्वाब सजाओ

1) कल तुम जब आँखें खोलोगे
जब होगा उजियारा
खुशियों का सन्देशा लेकर
आएगा सवेरा प्यारा
मत आस के दीप बुझाओ,
मैं गाऊँ …

2) जी करता है जीते जी
मैं यूँ ही गाता जाऊं
गर्दिश में थके हाथों का
माथा सहलाता जाऊं
फिर इक दिन तुम दोहराओ,
सुख सपनों …

maiṅ gāūṇ tum so jāo
sukh sapnoṅ meṅ kho jāo
mānā āj kī rāt hai lambī
mānā din thā bhārī
par jag badlā badlegī
ek din taqdīr hamārī
us din ke khvāb sajāo

1) kal tum jab āṇkheṅ khologe
jab hogā ujiyārā
khuśhiyoṅ kā sandeśhā lekar
āegā saverā pyārā
mat ās ke dīp bujhāo,
maiṅ gāūṇ …

2) jī kartā hai jīte jī
maiṅ yūṇ hī gātā jāūṅ
gardiśh meṅ thake hāthoṅ kā
māthā sahlātā jāūṅ
phir ik din tum dohrāo,
sukh sapnoṅ …