Main gaaoon tum so jaao, sukh sapnon me kho jaao

मैं गाऊँ तुम सो जाओ, सुख सपनों मे खो जाओ
Year
Language

मैं गाऊँ तुम सो जाओ, सुख सपनों मे खो जाओ

माना आज की रात है लंबी, माना दिन था भारी
पर जग बदला, बदलेगी एक दिन तक़दीर हमारी
उस दिन के ख़्वाब सजाओ

कल तुम जब आँखें खोलोगे, जब होगा उजियारा
खुशियों का संदेसा लेकर आयेगा समय हरकारा
मत आस के दीप बुझाओ

जी करता है जीते जी मैं यूँ ही गाता जाऊँ
गर्दिश में थके हारों का माथा सहलाता जाऊँ
फिर एक दिन तुम दोहराओ

maiṅ gāūṇ tum so jāo, sukh sapnoṅ me kho jāo

mānā āj kī rāt hai laṅbī, mānā din thā bhārī
par jag badlā, badlegī ek din taqdīr hamārī
us din ke khvāb sajāo

kal tum jab āṇkheṅ khologe, jab hogā ujiyārā
khuśhiyoṅ kā saṅdesā lekar āyegā samay harkārā
mat ās ke dīp bujhāo

jī kartā hai jīte jī maiṅ yūṇ hī gātā jāūṇ
gardiśh meṅ thake hāroṅ kā māthā sahlātā jāūṇ
phir ek din tum dohrāo