Main gaaoon, too chup ho jaa

मैं गाऊँ, तू चुप हो जा
Year
Language

मैं गाऊँ, तू चुप हो जा
मैं जागूँ रे तू सो जा

धरती की काया सोई
अम्बर की माया सोई
झिलमिल तारों के नीचे
सपनों की छाया सोई
मैं ढूँढू रे तू खो जा

जाने हवायें कहाँ खोई
सागर की भी लहरें सोई
दुनिया का सब दुखडा भर के
तेरी दो अँखियाँ रे क्यों रोई
आँसू के शबनम धो जा

आँसू तेरे मुझको दे दे
बदले में मेरी हँसी ले ले
तेरा तो मन सुख से खेले
मेरा ह्रदय तेरा दुःख झेले
नए बीज ख़ुशी के बो जा

maiṅ gāūṇ, tū chup ho jā
maiṅ jāgūṇ re tū so jā

dhartī kī kāyā soī
ambar kī māyā soī
jhilmil tāroṅ ke nīche
sapnoṅ kī chhāyā soī
maiṅ ḍhūṇḍhū re tū kho jā

jāne havāyeṅ kahāṇ khoī
sāgar kī bhī lahreṅ soī
duniyā kā sab dukhḍā bhar ke
terī do aṇkhiyāṇ re kyoṅ roī
āṇsū ke śhabnam dho jā

āṇsū tere mujhko de de
badle meṅ merī hṇsī le le
terā to man sukh se khele
merā hrday terā duḥakh jhele
nae bīj khuśhī ke bo jā