Main ek sadee se baithee hoon

मैं एक सदी से बैठी हूँ
Work
Year
Language

मैं एक सदी से बैठी हूँ, इस राह से कोई गुज़रा नहीं
कुछ चाँद के रथ तो गुज़रे थे, पर चाँद से कोई उतरा नहीं

दिन रात के दोनों पहीयें भी, कुछ धूल उड़ाकर बीत गये
मैं मन आँगन में बैठी रही, चौखट से कोई गुज़रा नहीं

आकाश बड़ा बूढ़ा बाबा, सब को कुछ बाँट के जाता है
आँखों को निचोड़ा मैने बहोत पर कोई आँसू उतरा नहीं

maiṅ ek sadī se baiṭhī hūṇ, is rāh se koī guzrā nahīṅ
kuchh chāṇd ke rath to guzre the, par chāṇd se koī utrā nahīṅ

din rāt ke donoṅ pahīyeṅ bhī, kuchh dhūl uड़ākar bīt gaye
maiṅ man āṇgan meṅ baiṭhī rahī, chaukhaṭ se koī guzrā nahīṅ

ākāśh baṛā būṛhā bābā, sab ko kuchh bāṇṭ ke jātā hai
āṇkhoṅ ko nichoṛā maine bahot par koī āṇsū utrā nahīṅ