मैं दिल हूँ एक अरमान भरा
तू आ के मुझे पहचान ज़रा
एक सागर हूँ ठहरा ठहरा
तू आ के मुझे पहचान ज़रा
खुद मैने हुस्न के हाथों में
शोखी का छलकता जाम दिया
गालों को गुलाबों का रुतबा
कलियों को लबों का नाम दिया
आँखों को दिया सागर गहरा
तू आ के मुझे पहचान ज़रा
ये सच है तेरी महफील में
मेरे अफ़साने कुछ भी नहीं
पर दिल की दौलत के आगे
दुनिया के खजाने कुछ भी नहीं
यूँ मुझसे निगाहों को ना चुरा
तू आ के मुझे पहचान ज़रा
maiṅ dil hūṇ ek armān bharā
tū ā ke mujhe pahchān zarā
ek sāgar hūṇ ṭhahrā ṭhahrā
tū ā ke mujhe pahchān zarā
khud maine husn ke hāthoṅ meṅ
śhokhī kā chhalaktā jām diyā
gāloṅ ko gulāboṅ kā rutbā
kaliyoṅ ko laboṅ kā nām diyā
āṇkhoṅ ko diyā sāgar gahrā
tū ā ke mujhe pahchān zarā
ye sach hai terī mahphīl meṅ
mere afsāne kuchh bhī nahīṅ
par dil kī daulat ke āge
duniyā ke khajāne kuchh bhī nahīṅ
yūṇ mujhse nigāhoṅ ko nā churā
tū ā ke mujhe pahchān zarā