मैं देखूँ जिस ओर सखी री सामने मेरे साँवरिया
मैं देखूँ जिस ओर सखी री -2
सामने मेरे साँवरिया -2
प्रेम ने जोगन मुझको बनाया -2
तन को फूँका मन को जलाया
प्रेम के दुख में डूब गया दिल
जैसे जल में गागरिया
सामने मेरे …
रो-रो कर हर दुख सहना है -2
दुख सह-सह कर चुप रहना है
कैसे बताऊँ कैसे बिछड़ी -2
पी के मुख से बाँसुरिया
सामने मेरे …
दुनिया कहती मुझको दीवानी -2
कोई न समझे प्रेम की बानी
साजन-साजन रटते-रटते -2
अब तो हो गई बावरिया
सामने मेरे …
maiṅ dekhūṇ jis or sakhī rī -2
sāmne mere sāṇvriyā -2
prem ne jogan mujhko banāyā -2
tan ko phūṇkā man ko jalāyā
prem ke dukh meṅ ḍūb gayā dil
jaise jal meṅ gāgriyā
sāmne mere …
ro-ro kar har dukh sahnā hai -2
dukh sah-sah kar chup rahnā hai
kaise batāūṇ kaise bichhaṛī -2
pī ke mukh se bāṇsuriyā
sāmne mere …
duniyā kahtī mujhko dīvānī -2
koī na samjhe prem kī bānī
sājan-sājan raṭte-raṭte -2
ab to ho gaī bāvriyā
sāmne mere …