Main chalee, main chalee, peechhe peechhe jahaan

मैं चली, मैं चली, पीछे पीछे जहां
Work
Year
Language

मैं चली मैं चली, पीछे पीछे जहां
ये ना पूछो किधर, ये ना पूछो कहाँ
सजदे में हुस्न के झूक गया आसमां
लो शुरू हो गयी प्यार की दास्तां

जाओ जहाँ कही आँखों से दूर, दिल से ना जाओगे मेरे हुजूर
जादू फिजाओं का छाया सूरूर, ऐसे में बहके तो किसका कुसूर

बहके कदम चाहे बहके नज़र, जायेंगे दिल लेके जाये जिधर
प्यार की राहों में प्यारा सफ़र, हम खो भी जाये तो क्या है फिकर

maiṅ chalī maiṅ chalī, pīchhe pīchhe jahāṅ
ye nā pūchho kidhar, ye nā pūchho kahāṇ
sajde meṅ husn ke jhūk gayā āsmāṅ
lo śhurū ho gayī pyār kī dāstāṅ

jāo jahāṇ kahī āṇkhoṅ se dūr, dil se nā jāoge mere hujūr
jādū phijāoṅ kā chhāyā sūrūr, aise meṅ bahke to kiskā kusūr

bahke kadam chāhe bahke nazar, jāyeṅge dil leke jāye jidhar
pyār kī rāhoṅ meṅ pyārā safar, ham kho bhī jāye to kyā hai phikr