मैं चली मैं चली पीछे-पीछे जहाँ
ल: मैं चली मैं चली पीछे-पीछे जहाँ
ये न पूछो किधर ये न पूछो कहाँ
र: ( सजदे में हुस्न के झुक गया आसमाँ
लो शुरू हो गई प्यार की दास्ताँ ) -2
जाओ जहाँ कहीं आँखों से दूर
दिल से न जाओगे मेरे हुज़ूर
ल: जादू निगाहों का छाया सुरूर
ऐसे में बहके तो किसका क़ुसूर
र: सजदे में हुस्न …
ल: मैं चली …
बहके क़दम चाहे बहके नज़र
जाएँगे दिल ले के जाएँ जिधर
र: प्यार की राहों में प्यारा सफ़र
हम खो भी जाएँ तो क्या है फ़िक़र
ल: मैं चली …
र: सजदे में हुस्न …
la: maiṅ chalī maiṅ chalī pīchhe-pīchhe jahāṇ
ye na pūchho kidhar ye na pūchho kahāṇ
ra: ( sajde meṅ husn ke jhuk gayā āsmāṇ
lo śhurū ho gaī pyār kī dāstāṇ ) -2
jāo jahāṇ kahīṅ āṇkhoṅ se dūr
dil se na jāoge mere huzūr
la: jādū nigāhoṅ kā chhāyā surūr
aise meṅ bahke to kiskā qusūr
ra: sajde meṅ husn …
la: maiṅ chalī …
bahke qadam chāhe bahke nazar
jāeṇge dil le ke jāeṇ jidhar
ra: pyār kī rāhoṅ meṅ pyārā safar
ham kho bhī jāeṇ to kyā hai fiqar
la: maiṅ chalī …
ra: sajde meṅ husn …