Main chalee main chalee, dekho pyaar kee galee

मैं चली मैं चली, देखो प्यार की गली
Work
Year
Language

मैं चली मैं चली, देखो प्यार की गली
कोई रोके न मुझे, मैं चली मैं चली
न न ना मेरी जां, देखो जाना न वहाँ
कोई प्यार का लुटेरा, लूटे न मेरी जां
मैं चली मैं चली …

ये फ़िज़ा ये हवा, ये नज़ारे ये समा
अब प्यार न हुआ तो फिर कब होगा
कोई खेल तो नहीं, ये है प्यार मेरी जां
तुझे पता भी न चलेगा ये जब होगा
मैं चली मैं चली …

कहीं आँख न मिले, कहीं दिल न लगे
तो प्यार का ज़माना किस काम आया
?
तो ये रुत ये घटा बोलो सोचेगी क्‌या
मैं चली मैं चली …

maiṅ chalī maiṅ chalī, dekho pyār kī galī
koī roke na mujhe, maiṅ chalī maiṅ chalī
na na nā merī jāṅ, dekho jānā na vahāṇ
koī pyār kā luṭerā, lūṭe na merī jāṅ
maiṅ chalī maiṅ chalī …

ye fizā ye havā, ye nazāre ye samā
ab pyār na huā to phir kab hogā
koī khel to nahīṅ, ye hai pyār merī jāṅ
tujhe patā bhī na chalegā ye jab hogā
maiṅ chalī maiṅ chalī …

kahīṅ āṇkh na mile, kahīṅ dil na lage
to pyār kā zamānā kis kām āyā
?
to ye rut ye ghaṭā bolo sochegī k‌yā
maiṅ chalī maiṅ chalī …