मैं तो भूल चली बाबुल का देश
मैं तो भूल चली बाबुल का देस
पिया का घर प्यारा लगे
कोई मैके को दे दो संदेश
जाके मैके को दे दो संदेश
पिया का घर प्यारा लगे
ननदी मे देखी है बहना की सूरत
सासूजी मेरी है ममता की मूरत
हो पिता जैसा, हो पिता जैसा ससुरजी का भेस
पिया का घर प्यारा लगे
चंदा भी प्यारा है, सूरज भी प्यारा
पर सबसे प्यारा है सजना हमारा
हो आँखे समझे, हो आँखे समझे जिया का संदेस
पिया का घर प्यारा लगे
बैठा रहे सैंया नैनो को जोड़े
इक पल अकेला वो मुझको ना छोड़े
हो नही कोई, हो नही कोई जिया को क्लेश
पिया का घर प्यारा लगे
maiṅ to bhūl chalī bābul kā des
piyā kā ghar pyārā lage
koī maike ko de do saṅdeśh
jāke maike ko de do saṅdeśh
piyā kā ghar pyārā lage
nandī me dekhī hai bahnā kī sūrat
sāsūjī merī hai mamtā kī mūrat
ho pitā jaisā, ho pitā jaisā sasurjī kā bhes
piyā kā ghar pyārā lage
chaṅdā bhī pyārā hai, sūraj bhī pyārā
par sabse pyārā hai sajnā hamārā
ho āṇkhe samjhe, ho āṇkhe samjhe jiyā kā saṅdes
piyā kā ghar pyārā lage
baiṭhā rahe saiṅyā naino ko joṛe
ik pal akelā vo mujhko nā chhoṛe
ho nahī koī, ho nahī koī jiyā ko kleśh
piyā kā ghar pyārā lage