मैं बंगाली छोकरा ... मैं मद्रासी छोकरी
कि: मैं बंगाली छोकरा
कोरु प्यार को नमस्कारम
आ: मैं मद्रासी छोकरी
तुझे तुमसे प्यारम
कि: छुट्टी रे मैं बंगाली छोकरा …
की: आमरे बांगला देश में हर गोरी के लम्बे बाल
लुथीर उपोर पोड़े गाल लोखी नाचे ताले-ताले
खाए सुधु मच्छी झाल खाए गो सुधु पाए गो
आमरे बांगला देश …
आ: आं आं आं आँ आँ आँ अं अं अं आ
आज तो हर बाज़ार में सैंया मिलता है नकली माल
करुँगी तेरे वास्ते सोला सिंगारम
कि: मोरे जाई -2
आ: मैं मद्रासी छोकरी …
कि: तुम जो सुनो बांगाली गाना
मोनोवा जाए झूम
सीखी गो तोमाय केमुन कोरे पावो
तुम जो सुनो बांगाली …
आ: दे रे ना दे रे ना धीन तर देरे ना
मेरे बाँके नाच की सैंया मची रूस में धूम
कि: ओरे बा बा
आ: मैं हूँ पायल साजना और तू झंकारम
आ: मैं मद्रासी छोकरी …
कि: सच पूछो तो मेरे दिल में प्यार इल्लै-इल्लै
आ: ओ बांगाली मेरा हो जा कहती है मिस पिल्लै -2
पप्पी तुझे पुकारती गंगोली यारम
कि: की बोले रे
आ: मेरा हो जा साजना फिर बेड़ा पारम
कि: रे मैं बंगाली छोकरा …
ki: maiṅ baṅgālī chhokrā
koru pyār ko namaskāram
ā: maiṅ madrāsī chhokrī
tujhe tumse pyāram
ki: chhuṭṭī re maiṅ baṅgālī chhokrā …
kī: āmre bāṅglā deśh meṅ har gorī ke lambe bāl
luthīr upor poṛe gāl lokhī nāche tāle-tāle
khāe sudhu machchhī jhāl khāe go sudhu pāe go
āmre bāṅglā deśh …
ā: āṅ āṅ āṅ āṇ āṇ āṇ aṅ aṅ aṅ ā
āj to har bāzār meṅ saiṅyā miltā hai naklī māl
karuṇgī tere vāste solā siṅgāram
ki: more jāī -2
ā: maiṅ madrāsī chhokrī …
ki: tum jo suno bāṅgālī gānā
monovā jāe jhūm
sīkhī go tomāy kemun kore pāvo
tum jo suno bāṅgālī …
ā: de re nā de re nā dhīn tar dere nā
mere bāṇke nāch kī saiṅyā machī rūs meṅ dhūm
ki: ore bā bā
ā: maiṅ hūṇ pāyal sājnā aur tū jhaṅkāram
ā: maiṅ madrāsī chhokrī …
ki: sach pūchho to mere dil meṅ pyār illai-illai
ā: o bāṅgālī merā ho jā kahtī hai mis pillai -2
pappī tujhe pukārtī gaṅgolī yāram
ki: kī bole re
ā: merā ho jā sājnā phir beṛā pāram
ki: re maiṅ baṅgālī chhokrā …