Main aashiq hoon bahaaron kaa, fizaaon kaa nazaaron kaa

मैं आशिक़ हूँ बहारों का, फ़िज़ाओं का नज़ारों का
Work
Year
Language

मैं आशिक़ हूँ बहारों का
फ़िज़ाओं का नज़ारों का
मैं मस्ताना मुसाफ़िर हूँ
जवां धरती के अंजाने किनारों का

सदियों से जग में आता रहा मैं
नए रंग जीवन में लाता रहा मैं
हर एक देस में नित नए भेस में

कभी मैंने हँस के दीपक जलाए
कभी बन के बादल आँसू बहाए
मेरा रस्ता प्यार का रस्ता

चला गर सफ़र को कोई बेसहारा
तो मैं हो लिया संग लिये एक तारा
गाता हुआ दुख भुलाता हुआ

maiṅ āśhiq hūṇ bahāroṅ kā
fizāoṅ kā nazāroṅ kā
maiṅ mastānā musāfir hūṇ
javāṅ dhartī ke aṅjāne kināroṅ kā

sadiyoṅ se jag meṅ ātā rahā maiṅ
nae raṅg jīvan meṅ lātā rahā maiṅ
har ek des meṅ nit nae bhes meṅ

kabhī maiṅne hṇs ke dīpak jalāe
kabhī ban ke bādal āṇsū bahāe
merā rastā pyār kā rastā

chalā gar safar ko koī beshārā
to maiṅ ho liyā saṅg liye ek tārā
gātā huā dukh bhulātā huā