महबूब मेरे महबूब गज़ब की गर्मी है तेरी साँसों में
महबूब मेरे महबूब गज़ब की गर्मी है तेरी साँसों में
मैं पिघल गया हूँ यार मेरे
मैं पिघल गई हूँ यार मेरे आकर तेरी इन बाहों में
महबूब मेरे …
दिलदार मोहब्बत से तेरी क्या ये मेरी हस्ती है
इक घूट में पी जाऊं इन होंठों में मस्ती है
दिल डूब गया है इन तेरी लबरेज़ छलकती आँखों में
महबूब मेरे …
दिन रात तसव्वुर में तेरे इस दिल को मैं बहलाती हूँ
तू सामने जब आ जाता है ना जाने क्यों शरमाती हूँ
ये शर्म-ओ-हया की ज़िद कैसी तूने दी मुझे पनाहों में
महबूब मेरे …
ये जिस्म सुलगता है ऐसे जैसे कोई आग दहकती है
ये आग सर्द होगी किस दिन हर वक़्त ये उलझन रहती है
चल हो जाएं शामिल दोनों क़ुदरत के पाक़ गुनाहों में
महबूब मेरे …
इक दूजे की इन बाहों में
mahbūb mere mahbūb gazab kī garmī hai terī sāṇsoṅ meṅ
maiṅ pighal gayā hūṇ yār mere
maiṅ pighal gaī hūṇ yār mere ākar terī in bāhoṅ meṅ
mahbūb mere …
dildār mohabbat se terī kyā ye merī hastī hai
ik ghūṭ meṅ pī jāūṅ in hoṅṭhoṅ meṅ mastī hai
dil ḍūb gayā hai in terī labrez chhalaktī āṇkhoṅ meṅ
mahbūb mere …
din rāt tasavvur meṅ tere is dil ko maiṅ bahlātī hūṇ
tū sāmne jab ā jātā hai nā jāne kyoṅ śharmātī hūṇ
ye śharm-o-hayā kī zid kaisī tūne dī mujhe panāhoṅ meṅ
mahbūb mere …
ye jism sulagtā hai aise jaise koī āg dahaktī hai
ye āg sard hogī kis din har vaqt ye uljhan rahtī hai
chal ho jāeṅ śhāmil donoṅ qudarat ke pāq gunāhoṅ meṅ
mahbūb mere …
ik dūje kī in bāhoṅ meṅ