महफ़िल में जल उठी शमा, परवाने के लिये
(महफ़िल में जल उठी शमा, परवाने के लिये
प्रीत बनी हैं दुनिया में, मर जाने के लिये ) -2
चारों तरफ़ लगाए फेरे, फिर भी हरदम दूर रहे
उल्फ़त देखो आग बनी है, मिलने से मजबूर रहे
यही सज़ा हैं दुनिया में
यही सज़ा हैं दुनिया में, दीवाने के लिये
प्रीत बनी हैं दुनिया में, मर जाने के लिये
मरने का है नाम मुहब्बत, जलने का है नाम जवानी
पत्थर दिल हैं सुनने वाले, कहने वाला आँख का पानी
आँसू आये आँखों में
आँसू आये आँखों में, गिर जाने के लिये
प्रीत बनी हैं दुनिया में, मर जाने के लिये
महफ़िल में जल उठी शमा, परवाने के लिये
प्रीत बनी हैं दुनिया में, मर जाने के लिये
(mahafil meṅ jal uṭhī śhamā, parvāne ke liye
prīt banī haiṅ duniyā meṅ, mar jāne ke liye ) -2
chāroṅ taraf lagāe phere, phir bhī hardam dūr rahe
ulfat dekho āg banī hai, milne se majbūr rahe
yahī sazā haiṅ duniyā meṅ
yahī sazā haiṅ duniyā meṅ, dīvāne ke liye
prīt banī haiṅ duniyā meṅ, mar jāne ke liye
marne kā hai nām muhabbat, jalne kā hai nām javānī
patthar dil haiṅ sunne vāle, kahne vālā āṇkh kā pānī
āṇsū āye āṇkhoṅ meṅ
āṇsū āye āṇkhoṅ meṅ, gir jāne ke liye
prīt banī haiṅ duniyā meṅ, mar jāne ke liye
mahafil meṅ jal uṭhī śhamā, parvāne ke liye
prīt banī haiṅ duniyā meṅ, mar jāne ke liye