महारानि हुईं हैं जच्चारानी
महारानि हुईं हैं जच्चारानी
हो महारानि हुईं हैं जच्चारानी
हमारे भाग जागे हो
हे हमारे भाग जागे हो
चन्द्रमुखी कन्या सुकुमारी
राजदुलारी अति प्यारी
वारी वारी मैं बलिहारी
राजकुमारी मुख प्यारी
देख हमारी हुई है मनमानी
देख हमारी हुई है मनमानी
हमारे भाग जागे हो
हे हमारे भाग जागे हो
( महलों में जच्चारानी
सब घर जाये
फुलवा माँग बढ़ाये
सारी फुलवारी खिलाये ) -2
हो
राजकुमारी देखे जनकदुलारी रघुवर राम प्यारी
दीप जलावो रे
गावो मन्गल गावो री
आवो दीप जलावो री
आज आनद भयो
mahārāni huīṅ haiṅ jachchārānī
ho mahārāni huīṅ haiṅ jachchārānī
hamāre bhāg jāge ho
he hamāre bhāg jāge ho
chandrmukhī kanyā sukumārī
rājdulārī ati pyārī
vārī vārī maiṅ balihārī
rājkumārī mukh pyārī
dekh hamārī huī hai manmānī
dekh hamārī huī hai manmānī
hamāre bhāg jāge ho
he hamāre bhāg jāge ho
( mahloṅ meṅ jachchārānī
sab ghar jāye
phulvā māṇg baṛhāye
sārī phulvārī khilāye ) -2
ho
rājkumārī dekhe janakdulārī raghuvar rām pyārī
dīp jalāvo re
gāvo mangal gāvo rī
āvo dīp jalāvo rī
āj ānad bhayo