मधुर मधुर गा रे मनवा
मधुर मधुर गा
नई धड़कन की
गीत मिलन की
सुर में मन के तार देदे
मन का सन्देसा
मधुर मधुर गा …
सपन सुहाना मेरा
मधुर तराना तेरा
रहूं ना होश में
मन होश से बेहोश बना
ऐसा रंग जमा
ऐसा रंग जमा
मधुर मधुर गा …
मधुर मधुर गा रे मनवा
मधुर मधुर गा …
madhur madhur gā re manvā
madhur madhur gā
naī dhaṛkan kī
gīt milan kī
sur meṅ man ke tār dede
man kā sandesā
madhur madhur gā …
sapan suhānā merā
madhur tarānā terā
rahūṅ nā hośh meṅ
man hośh se behośh banā
aisā raṅg jamā
aisā raṅg jamā
madhur madhur gā …
madhur madhur gā re manvā
madhur madhur gā …