कि: मच गया शोर ( सारी नगरी रे ) -2
आया बिरज का बाँका संभाल तेरी गगरी रे -2
देखो अरे देखो कहीं ऐसा ना हो जाए
चोरी करे माखन तेरा जिया भी चुराए -2
ल: अरे धमकाता है इतना तू किसको
डरता है कौन आने दे उसको -2
कि: ऐसे न बहुत बोलो मत ठुमक-ठुमक डोलो
चिल्लाओगी तब गोरी जब उलट देगा तोरी
गगरी आगे पीछे डगरी रे
अरे मच गया शोर …
ल: जाने क्या करता गर होता कहीं गोरा
जा के जमना में ज़रा शक्ल देखे छोरा -2
कि: बिंदिया चमकाती रस्ते में ना जा
मनचला भी है गोकुल का राजा -2
ल: पड़ जाए नहीं पाला राधा से कहीं लाला
फिर रोएगा गोविन्दा मारेगी ऐसा फंदा
गरदन से बाँधेगी चुनरी रे
अरे मच गया शोर …
ki: mach gayā śhor ( sārī nagrī re ) -2
āyā biraj kā bāṇkā saṅbhāl terī gagrī re -2
dekho are dekho kahīṅ aisā nā ho jāe
chorī kare mākhan terā jiyā bhī churāe -2
la: are dhamkātā hai itnā tū kisko
ḍartā hai kaun āne de usko -2
ki: aise na bahut bolo mat ṭhumak-ṭhumak ḍolo
chillāogī tab gorī jab ulaṭ degā torī
gagrī āge pīchhe ḍagrī re
are mach gayā śhor …
la: jāne kyā kartā gar hotā kahīṅ gorā
jā ke jamnā meṅ zarā śhakla dekhe chhorā -2
ki: biṅdiyā chamkātī raste meṅ nā jā
manachlā bhī hai gokul kā rājā -2
la: paṛ jāe nahīṅ pālā rādhā se kahīṅ lālā
phir roegā govindā māregī aisā phaṅdā
gardan se bāṇdhegī chunrī re
are mach gayā śhor …