माना तेरी नज़र में तेरा प्यार हम नहीं
माना तेरी नज़र में तेरा प्यार हम नहीं
कैसे कहें के तेरे तलबग़ार हम नहीं
तन को जालाके राख़ बनाया, बिछा दिया
लो अब तुम्हारी राह में दीवार हम नहीं
सींचा था जिसको हमने तमन्न के खून से
चमन में उस बहार के हक़दार हम नहीं
धोख दिया है खुद को मोहब्बत के नाम पर
ये किस तरह कहें के गुनेहगार हम नहिं
mānā terī nazar meṅ terā pyār ham nahīṅ
kaise kaheṅ ke tere talbaġhār ham nahīṅ
tan ko jālāke rākh banāyā, bichhā diyā
lo ab tumhārī rāh meṅ dīvār ham nahīṅ
sīṅchā thā jisko hamne tamann ke khūn se
chaman meṅ us bahār ke haqdār ham nahīṅ
dhokh diyā hai khud ko mohabbat ke nām par
ye kis tarah kaheṅ ke gunehgār ham nahiṅ