माना तेरी नजर में तेरा प्यार हम नहीं
माना तेरी नज़र में तेरा प्यार हम नहीं
कैसे कहें के तेरे तलबगार हम नहीं
तन को जला के राख बनाया, बिछा दिया
लो अब तुम्हारी राह में दीवार हम नहीं
जिस को निखारा हम ने तमन्ना के खून से
गुलशन में उस बहार के हकदार हम नहीं
धोखा दिया है खुद को मोहब्बत के नाम पर
ये किस तरह कहें के गुनहगार हम नहीं
mānā terī nazar meṅ terā pyār ham nahīṅ
kaise kaheṅ ke tere talabgār ham nahīṅ
tan ko jalā ke rākh banāyā, bichhā diyā
lo ab tumhārī rāh meṅ dīvār ham nahīṅ
jis ko nikhārā ham ne tamannā ke khūn se
gulaśhan meṅ us bahār ke hakdār ham nahīṅ
dhokhā diyā hai khud ko mohabbat ke nām par
ye kis tarah kaheṅ ke gunahgār ham nahīṅ