मान मेरा अहसान अरे नादान के मैने
मान मेरा अहसान अरे नादान के मैने
तुझसे किया है प्यार
मैने तुझसे किया है प्यार
मेरी नज़र की धूप न भरती रूप तो होता
हुस्न तेरा बेकार
मैने तुझसे किया है प्यार
मान मेरा …
उलफ़त न सही नफ़रत ही सही
इस को भी मुहब्बत कहते हैं
तू लाख छुपाए भेद मगर हम
दिल में समाए रहते हैं
तेरे भी दिल में आग उठी है जाग ज़बां से
चाहे न कर इक़रार
मैने तुझसे किया है प्यार
मेरी नज़र की …
अपना न बना लूँ तुझको अगर
इक रोज़ तो मेरा नाम नहीं
पत्थर का जिगर पानी कर दूँ ये
तो कोई मुश्किल काम नहीं
छोड़ दे अब ये खेल तू कर ले मेल मेरे संग
मान ले अपनी हार
मैने तुझसे किया है प्यार
मान मेरा …
mān merā ahsān are nādān ke maine
tujhse kiyā hai pyār
maine tujhse kiyā hai pyār
merī nazar kī dhūp na bhartī rūp to hotā
husn terā bekār
maine tujhse kiyā hai pyār
mān merā …
ulafat na sahī nafrat hī sahī
is ko bhī muhabbat kahte haiṅ
tū lākh chhupāe bhed magar ham
dil meṅ samāe rahte haiṅ
tere bhī dil meṅ āg uṭhī hai jāg zabāṅ se
chāhe na kar iqrār
maine tujhse kiyā hai pyār
merī nazar kī …
apnā na banā lūṇ tujhko agar
ik roz to merā nām nahīṅ
patthar kā jigar pānī kar dūṇ ye
to koī muśhkil kām nahīṅ
chhoṛ de ab ye khel tū kar le mel mere saṅg
mān le apnī hār
maine tujhse kiyā hai pyār
mān merā …