मालिक तेरे जहाँ में इतने बदे जहाँ में
मालिक तेरे जहाँ में, इतनी(कितनी ?) बदे जहाँ में
(कोई नहीं हमारा)-2
मालिक तेरे जहाँ में
अब किस की द्वार जाऊँ
दुख में किसे बुलाऊँ
सब ? गये किनारा
कोई नहीं हमारा
मालिक तेरे जहान में
किस हाल में भी देखो
ठुकरा रही है दुनिया
(हम पर बनी तो हम से तकरा रही है दुनिया)-2
ना आस ना दिलासा
सब तो है इक तमाशा
झूटा है हर सहार
कोई नहीं हमारा
मालिक तेरे जहाँ में
सर पे ? पाया
मुझ से बिcचड़ गये हैं
(उम्मीद के वो मोती, आँसू में धल गये हैं)-2
क्या रात क्या सवेरा
हाथों पहर अंधेरा
टूटा हर एक तारा
कोई नहीं हमारा
(मालिक तेरे जहाँ में, इतनी बदे जहाँ में)-2
(कोई नहीं हमारा)-2
मालिक तेरे जहाँ में
mālik tere jahāṇ meṅ, itnī(kitnī ?) bade jahāṇ meṅ
(koī nahīṅ hamārā)-2
mālik tere jahāṇ meṅ
ab kis kī dvār jāūṇ
dukh meṅ kise bulāūṇ
sab ? gaye kinārā
koī nahīṅ hamārā
mālik tere jahān meṅ
kis hāl meṅ bhī dekho
ṭhukrā rahī hai duniyā
(ham par banī to ham se takrā rahī hai duniyā)-2
nā ās nā dilāsā
sab to hai ik tamāśhā
jhūṭā hai har sahār
koī nahīṅ hamārā
mālik tere jahāṇ meṅ
sar pe ? pāyā
mujh se bicchaṛ gaye haiṅ
(ummīd ke vo motī, āṇsū meṅ dhal gaye haiṅ)-2
kyā rāt kyā saverā
hāthoṅ pahar aṅdherā
ṭūṭā har ek tārā
koī nahīṅ hamārā
(mālik tere jahāṇ meṅ, itnī bade jahāṇ meṅ)-2
(koī nahīṅ hamārā)-2
mālik tere jahāṇ meṅ