मालिक मैं पूछता हूँ ... बता मुझे ओ जहाँ के मालिक्
मालिक मैं पूछता हूँ मुझे तू जवाब दे
बहते हैं क्यूँ गरीब के आँसू जवाब दे
बता मुझे ओ जहाँ के मालिक ये क्या नज़ारे दिखा रहा है
तेरे समुंदर में क्या कमी थी के आदमी को रुला रहा है
बता मुझे ओ …
कभी हँसाए कभी रुलाए ये खेल कैसा है तू बता दे
जिसे बनाया था अपने हाथों उसी को अब क्यूँ मिटा रहा है
बता मुझे ओ …
जो खुद ही ग़म से बुझा-बुझा है तेरा फिर इसमें कमाल क्या है
कि एक दीपक की राह में तू हज़ारों तूफ़ाँ उठा रहा है
बता मुझे ओ …
mālik maiṅ pūchhtā hūṇ mujhe tū javāb de
bahte haiṅ kyūṇ garīb ke āṇsū javāb de
batā mujhe o jahāṇ ke mālik ye kyā nazāre dikhā rahā hai
tere samuṅdar meṅ kyā kamī thī ke ādmī ko rulā rahā hai
batā mujhe o …
kabhī hṇsāe kabhī rulāe ye khel kaisā hai tū batā de
jise banāyā thā apne hāthoṅ usī ko ab kyūṇ miṭā rahā hai
batā mujhe o …
jo khud hī ġham se bujhā-bujhā hai terā phir ismeṅ kamāl kyā hai
ki ek dīpak kī rāh meṅ tū hazāroṅ tūfāṇ uṭhā rahā hai
batā mujhe o …