Lut gae ho pyaar men tere lut gae ho

लुट गए हो प्यार में तेरे लुट गए हो
Year
Language

लुट गए लुट गए लुट गए हो
प्यार में तेरे लुट गए हो -2

आँखों में आँसू बहते हैं -2
हम चुप हैं आँसू कहते हैं
लुट गए लुट गए …

तोड़ दिया दिल तूने मेरा -2
ज़ालिम यही प्यार था तेरा
लुट गए लुट गए …

दो लफ़्ज़ों का मेरा फ़साना
इक तेरा आना इक तेरा जाना
आना था ख़ुशियों का इशारा
जाने पर दिल रो के पुकारा -3
लुट गए लुट गए …

luṭ gae luṭ gae luṭ gae ho
pyār meṅ tere luṭ gae ho -2

āṇkhoṅ meṅ āṇsū bahte haiṅ -2
ham chup haiṅ āṇsū kahte haiṅ
luṭ gae luṭ gae …

toṛ diyā dil tūne merā -2
zālim yahī pyār thā terā
luṭ gae luṭ gae …

do lafzoṅ kā merā fasānā
ik terā ānā ik terā jānā
ānā thā khuśhiyoṅ kā iśhārā
jāne par dil ro ke pukārā -3
luṭ gae luṭ gae …