लूटे कोई मन का नगर बन के मेरा साथी
ल: लूटे कोई मन का नगर बन के मेरा साथी - (2)
म: कौन है वो, अपनों में कभी, ऐसा कहीं होता है,
ये तो बड़ा धोखा है
ल: लूटे कोई …
ल: (यहीं पे कहीं है, मेरे मन का चोर
म: नज़र पड़े तो बइयाँ दूँ मरोड़ ) - (2)
ल: जाने दो, जैसे तुम प्यारे हो,
वो भी मुझे प्यारा है, जीने का सहारा है
म: देखो जी तुम्हारी यही बतियाँ मुझको हैं तड़पातीं
ल: लूटे कोई …
म: (रोग मेरे जी का, मेरे दिल का चैन
ल: साँवला सा मुखड़ा, उसपे कारे नैन ) - (2)
म: ऐसे को, रोके अब कौन भला,
दिल से जो प्यारी है, सजनी हमारी है
ल: का करूँ मैं बिन उसके रह भी नहीं पाती
ल,म: लूटे कोई …
la: lūṭe koī man kā nagar ban ke merā sāthī - (2)
ma: kaun hai vo, apnoṅ meṅ kabhī, aisā kahīṅ hotā hai,
ye to baṛā dhokhā hai
la: lūṭe koī …
la: (yahīṅ pe kahīṅ hai, mere man kā chor
ma: nazar paṛe to baiyāṇ dūṇ maroṛ ) - (2)
la: jāne do, jaise tum pyāre ho,
vo bhī mujhe pyārā hai, jīne kā sahārā hai
ma: dekho jī tumhārī yahī batiyāṇ mujhko haiṅ taṛpātīṅ
la: lūṭe koī …
ma: (rog mere jī kā, mere dil kā chain
la: sāṇvlā sā mukhaṛā, uspe kāre nain ) - (2)
ma: aise ko, roke ab kaun bhalā,
dil se jo pyārī hai, sajnī hamārī hai
la: kā karūṇ maiṅ bin uske rah bhī nahīṅ pātī
la,ma: lūṭe koī …