Loot rahaa hai koee shaayad loot rahaa hai koee

लूट रहा है कोई शायद लूट रहा है कोई
Work
Year
Language

लूट रहा -2
लूट रहा है कोई शायद लूट रहा है कोई
लूट रहा -2
लूट रहा है कोई शायद लूट रहा है कोई

धीरे-धीरे मैंने अपने दिल की दौलत खोई -2
लूट रहा -2
लूट रहा है कोई शायद लूट रहा है कोई

डाकू भी है भोला-भाला
तोड़ा जिसने दिल का ताला
जाग रही हूँ मैं दुनिया में -2
या अब तक हूँ सोई
लूट रहा -2
लूट रहा है कोई शायद लूट रहा है कोई

छुपा सकी न प्रेम-ख़ज़ाना
कर न सकी मैं कोई बहाना
क्‌या लुटने में मज़ा है आता -2
जो अब तक न रोई
लूट रहा -2
लूट रहा है कोई शायद लूट रहा है कोई

lūṭ rahā -2
lūṭ rahā hai koī śhāyad lūṭ rahā hai koī
lūṭ rahā -2
lūṭ rahā hai koī śhāyad lūṭ rahā hai koī

dhīre-dhīre maiṅne apne dil kī daulat khoī -2
lūṭ rahā -2
lūṭ rahā hai koī śhāyad lūṭ rahā hai koī

ḍākū bhī hai bholā-bhālā
toṛā jisne dil kā tālā
jāg rahī hūṇ maiṅ duniyā meṅ -2
yā ab tak hūṇ soī
lūṭ rahā -2
lūṭ rahā hai koī śhāyad lūṭ rahā hai koī

chhupā sakī na prem-khazānā
kar na sakī maiṅ koī bahānā
k‌yā luṭne meṅ mazā hai ātā -2
jo ab tak na roī
lūṭ rahā -2
lūṭ rahā hai koī śhāyad lūṭ rahā hai koī