Lo aaye hain, lo aaye din pyaar karne ke

लो आये हैं, लो आये दिन प्यार करने के
Work
Year
Language

( लो आये हैं, लो आये दिन प्यार करने के
निगाहें अब चार करने के ) -2
लो आये हैं

चुपके-चुपके से हवायें छेड़ जाती हैं -2
हमको मोहब्बत का राग सुनाती हैं, राग सुनाती हैं

( लो आये हैं, लो आये दिन प्यार करने के
निगाहें अब चार करने के ) -2
लो आये हैं

आज न जाने क्‌यूँ हमारा दिल मचलता है -2
जैसे बहारों में फूल महकता है, फूल महकता है

( लो आये हैं, लो आये दिन प्यार करने के
निगाहें अब चार करने के ) -2
लो आये हैं

नैन ये कहते हैं उलझ कर हम भी देखेंगे -2
दिल की लगी है क्‌या हम भी जानेंगे, हम भी जानेंगे

( लो आये हैं, लो आये दिन प्यार करने के
निगाहें अब चार करने के ) -2
लो आये हैं

( lo āye haiṅ, lo āye din pyār karne ke
nigāheṅ ab chār karne ke ) -2
lo āye haiṅ

chupke-chupke se havāyeṅ chheṛ jātī haiṅ -2
hamko mohabbat kā rāg sunātī haiṅ, rāg sunātī haiṅ

( lo āye haiṅ, lo āye din pyār karne ke
nigāheṅ ab chār karne ke ) -2
lo āye haiṅ

āj na jāne k‌yūṇ hamārā dil machaltā hai -2
jaise bahāroṅ meṅ phūl mahaktā hai, phūl mahaktā hai

( lo āye haiṅ, lo āye din pyār karne ke
nigāheṅ ab chār karne ke ) -2
lo āye haiṅ

nain ye kahte haiṅ ulajh kar ham bhī dekheṅge -2
dil kī lagī hai k‌yā ham bhī jāneṅge, ham bhī jāneṅge

( lo āye haiṅ, lo āye din pyār karne ke
nigāheṅ ab chār karne ke ) -2
lo āye haiṅ