ले लो ले लो सपनों का सौदाग़र आया
ले लो ले लो सपनों का सौदाग़र आया
ले लो ये सपने ले लो
तुमसे क़िस्मत खेल चुकी तुम क़िस्मत से खेलो
अब तुम क़िस्मत से खेलो
ये रंग-बिरंगे सपने ये जीवन के उजियारे
ये तनहाई के साथी ये भीड़ में संग-सहारे
ये चाँद और सूरज अपने ये अन्धी रात के तारे -2
सपनों का सौदाग़र …
इक छलिया आस के पीछे दौड़े तो यहाँ तक आये
हर शाम को ढलता सूरज जाते-जाते कह जाए
वो तय कर लेता मंज़िल जो इक सपना अपनाए -2
सपनों का सौदाग़र …
le lo le lo sapnoṅ kā saudāġhar āyā
le lo ye sapne le lo
tumse qismat khel chukī tum qismat se khelo
ab tum qismat se khelo
ye raṅg-biraṅge sapne ye jīvan ke ujiyāre
ye tanhāī ke sāthī ye bhīṛ meṅ saṅg-sahāre
ye chāṇd aur sūraj apne ye andhī rāt ke tāre -2
sapnoṅ kā saudāġhar …
ik chhaliyā ās ke pīchhe dauṛe to yahāṇ tak āye
har śhām ko ḍhaltā sūraj jāte-jāte kah jāe
vo tay kar letā maṅzil jo ik sapnā apnāe -2
sapnoṅ kā saudāġhar …