ले गए पहलू से दिल चोरी चोरी अल्लाह क़सम्
ले गए पहलू से दिल चोरी चोरी
अल्लाह क़सम
हमको तो लूट लिया ज़ोरा ज़ोरी
अल्लाह क़सम
ले गए पहलू से दिल चोरी चोरी
अल्लाह क़सम
मिन्नतें कर के थके
मिन्नतें कर के थके रूठना बेकार हुआ -2
लाख समझाया मगर वो न वफ़ादार हुआ -2
तौबा तौबा
तौबा दिल देते थे हम तुझको कभी
अल्लाह क़सम
हमको तो, हमको तो
हमको तो लूट लिया ज़ोरा ज़ोरी
अल्लाह क़सम
ले गए पहलू से दिल चोरी चोरी
अल्लाह क़सम
जब किसी घत से उसे अपना बनाये ना बना -2
और चाहा के भुला दें के भुला दें
और चाहा के भुला दें तो भुलाये ना बना -2
कैसी ये जुड़ गई डोरी से डोरी
अल्लाह क़सम
हमको तो, हमको तो
हमको तो लूट लिया ज़ोरा ज़ोरी
अल्लाह क़सम
ले गए पहलू से दिल चोरी चोरी
अल्लाह क़सम
ले गए पहलू से दिल चोरी चोरी
अल्लाह क़सम्
le gae pahlū se dil chorī chorī
allāh qasam
hamko to lūṭ liyā zorā zorī
allāh qasam
le gae pahlū se dil chorī chorī
allāh qasam
minnteṅ kar ke thake
minnteṅ kar ke thake rūṭhnā bekār huā -2
lākh samjhāyā magar vo na vafādār huā -2
taubā taubā
taubā dil dete the ham tujhko kabhī
allāh qasam
hamko to, hamko to
hamko to lūṭ liyā zorā zorī
allāh qasam
le gae pahlū se dil chorī chorī
allāh qasam
jab kisī ghat se use apnā banāye nā banā -2
aur chāhā ke bhulā deṅ ke bhulā deṅ
aur chāhā ke bhulā deṅ to bhulāye nā banā -2
kaisī ye juṛ gaī ḍorī se ḍorī
allāh qasam
hamko to, hamko to
hamko to lūṭ liyā zorā zorī
allāh qasam
le gae pahlū se dil chorī chorī
allāh qasam
le gae pahlū se dil chorī chorī
allāh qasam