Laut gayaa gham kaa zamaanaa

लौट गया ग़म का ज़माना
Work
Year
Language

हे: आ आ आ आ
ल: आ आ आ आ

ल: लौट गया ग़म का ज़माना
आई खुशी लहराती
लौट गया ग़म का ज़माना
हे: लौट गया ग़म का ज़माना
आई खुशी लहराती
लौट गया ग़म का ज़माना

हे: दूर गगन में देखो चमके
आशाओं के तारे आशाओं के तारे
झिलमिल प्यारे प्यारे
ल: बदली में छुप्कर तारों के संग
चंदा करे इशारे चंदा करे इशारे
दो: किसकी लगन मे आज पवन हैं
बागों में इठलाती

लौट गया ग़म का ज़माना
आई खुशी लहराती
लौट गया ग़म का ज़माना

ल: रात नयी हर बात नयी हैं
नया नया है ज़माना
कैसा समा सुहाना
कैसा समा सुहाना
हे: गाये चंदनिया धीरे धीरे
प्रीत भरा अफ़साना
प्रीत भरा अफ़साना
ल: आज मेरे छोटे से मन में
आशा है मुसकाती

दो: लौट गया ग़म का ज़माना
आई खुशी लहराती
लौट गया ग़म का ज़माना

he: ā ā ā ā
la: ā ā ā ā

la: lauṭ gayā ġham kā zamānā
āī khuśhī lahrātī
lauṭ gayā ġham kā zamānā
he: lauṭ gayā ġham kā zamānā
āī khuśhī lahrātī
lauṭ gayā ġham kā zamānā

he: dūr gagan meṅ dekho chamke
āśhāoṅ ke tāre āśhāoṅ ke tāre
jhilmil pyāre pyāre
la: badlī meṅ chhupkar tāroṅ ke saṅg
chaṅdā kare iśhāre chaṅdā kare iśhāre
do: kiskī lagan me āj pavan haiṅ
bāgoṅ meṅ iṭhlātī

lauṭ gayā ġham kā zamānā
āī khuśhī lahrātī
lauṭ gayā ġham kā zamānā

la: rāt nayī har bāt nayī haiṅ
nayā nayā hai zamānā
kaisā samā suhānā
kaisā samā suhānā
he: gāye chaṅdniyā dhīre dhīre
prīt bharā afsānā
prīt bharā afsānā
la: āj mere chhoṭe se man meṅ
āśhā hai muskātī

do: lauṭ gayā ġham kā zamānā
āī khuśhī lahrātī
lauṭ gayā ġham kā zamānā