Laree laree jab se nazar tohse laree

लड़ी लड़ी जब से नज़र तोहसे लड़ी
Work
Year
Language

कु: लड़ी लड़ी लड़ी लड़ी
जब से नज़र तोहसे लड़ी
आ: लड़ी लड़ी लड़ी लड़ी
जब से नज़र तोहसे लड़ी
सोणियां दिल मेरा
तुझको पुकारे है घड़ी घड़ी
कु: हो सोणिये दिल मेरा
तुझको पुकारे है घड़ी घड़ी
आ: लड़ी लड़ी …

हाय रे ये कैसा नशा है बिन पिए चढ़ने लगा -2
कु: दीवाना सा होने लगा हूँ
प्यार में तेरे खोने लगा हूँ
आ: देखती हूँ तुझे रह जाती हूँ मैं खड़ी की खड़ी -2
कु: हाय लड़ी लड़ी …

कु: ( जागी हैं दिल में उमंगें
उठने लगी हैं तरंगें ) -2
आ: बाली उमर में जिया मोरा डोले पल-पल छिन-छिन पिया-पिया बोले
दे गई रोशनी दिल को तेरे प्यार की फुलझड़ी -2
कु: हाँ लड़ी लड़ी …

आ: ( इस दिल की धड़कन में तू है
साँसों की सरगम में तू है ) -2
कु: हाय मज़ा आ गया तुझमें समा के
रब पा लिया खुद को भुला के
आ: प्यार की ये नज़र लगती है हर एक दुआ से बड़ी
कु: प्यार की ये नज़र लगती है हर एक दुआ से बड़ी
हाय लड़ी लड़ी …

ku: laṛī laṛī laṛī laṛī
jab se nazar tohse laṛī
ā: laṛī laṛī laṛī laṛī
jab se nazar tohse laṛī
soṇiyāṅ dil merā
tujhko pukāre hai ghaṛī ghaṛī
ku: ho soṇiye dil merā
tujhko pukāre hai ghaṛī ghaṛī
ā: laṛī laṛī …

hāy re ye kaisā naśhā hai bin pie chaṛhne lagā -2
ku: dīvānā sā hone lagā hūṇ
pyār meṅ tere khone lagā hūṇ
ā: dekhtī hūṇ tujhe rah jātī hūṇ maiṅ khaṛī kī khaṛī -2
ku: hāy laṛī laṛī …

ku: ( jāgī haiṅ dil meṅ umaṅgeṅ
uṭhne lagī haiṅ taraṅgeṅ ) -2
ā: bālī umar meṅ jiyā morā ḍole pal-pal chhin-chhin piyā-piyā bole
de gaī rośhnī dil ko tere pyār kī phuljhaṛī -2
ku: hāṇ laṛī laṛī …

ā: ( is dil kī dhaṛkan meṅ tū hai
sāṇsoṅ kī sargam meṅ tū hai ) -2
ku: hāy mazā ā gayā tujhmeṅ samā ke
rab pā liyā khud ko bhulā ke
ā: pyār kī ye nazar lagtī hai har ek duā se baṛī
ku: pyār kī ye nazar lagtī hai har ek duā se baṛī
hāy laṛī laṛī …