Lapak jhapak too aa re badarvaa

लपक झपक तू आ रे बदरवा
Year
Language

लपक जपक तू आ रे बदरवा
सर की खेती सूख रही है
बरस बरस तू आ रे बदरवा

झगड़ झगड़ कर पानी ला तू
अकड़ अकड़ बिजली चमका तू
तेरे घड़े में पानी नहीं तो
पनघट से भर ला
रे बदरवा …

बन में कोयल कूक उठी है
सब के मन में हूक उठी है
भूदल से तू बाल उगा दे
झट पट तू बरसा
रे बदरवा …

lapak japak tū ā re badarvā
sar kī khetī sūkh rahī hai
baras baras tū ā re badarvā

jhagaṛ jhagaṛ kar pānī lā tū
akaṛ akaṛ bijlī chamkā tū
tere ghaṛe meṅ pānī nahīṅ to
panghaṭ se bhar lā
re badarvā …

ban meṅ koyal kūk uṭhī hai
sab ke man meṅ hūk uṭhī hai
bhūdal se tū bāl ugā de
jhaṭ paṭ tū barsā
re badarvā …