लकड़ी जल कोयला ... कोई आँसू पी कर ... बेदर्द ज़माना
लकड़ी जल कोयला भई कोयला जल भयो राख
मैं पापिन ऐसी जली कोयला भई ना राख
कोई आँसू पी कर जीता है कोई टूटे दिल को सीता है
कहीं शाम ढले कहीं चिता जले कहीं ग़म से तड़पते दीवाने
बेदर्द ज़माना क्या जाने -2
ओ मालिक तेरा कैसा आलम
यहाँ एक ख़ुशी तो लाख हैं ग़म
बारात कहीं तो कहीं मातम
क़िस्मत के अनोखे अफ़साने
बेदर्द ज़माना क्या …
काँप उठा सिंदूर माँग का वो सुहागन की रात ढली
रानी बन कर आई थी वो आज भिखारिन बन के चली
छूटा है घर जाए किधर अपने भी हुए बेगाने
बेदर्द ज़माना क्या …
उस शाम का होगा सवेरा कहाँ
ये पंछी लेगा बसेरा कहाँ
ये पवन है अगन और गरज़ता गगन
धरती भी लगी अब ठुकराने
बेदर्द ज़माना क्या …
ज़ालिम को अपने ज़ुल्मों की होती कभी पहचान भी है
इन्सान तेरी आँखों में भगवान भी है शैतान भी है
कश्ती से किनारा रूठ गया
ये धकेलती है लहर और आगे
साया भी नहीं अब पहचाने
बेदर्द ज़माना क्या …
चिंगारी से चिंगारी जले और आग से आग सुलगती है
ये बात सरासर सच्ची है कि चोट से चोट लगती है
जिन हाथों में मोतियों की लड़ियाँ
उन्में पड़ी हैं हथकड़ियाँ
अपना ही भाग लगा है आग लगाने
बेदर्द ज़माना क्या …
lakaṛī jal koylā bhaī koylā jal bhayo rākh
maiṅ pāpin aisī jalī koylā bhaī nā rākh
koī āṇsū pī kar jītā hai koī ṭūṭe dil ko sītā hai
kahīṅ śhām ḍhale kahīṅ chitā jale kahīṅ ġham se taṛapte dīvāne
bedard zamānā kyā jāne -2
o mālik terā kaisā ālam
yahāṇ ek khuśhī to lākh haiṅ ġham
bārāt kahīṅ to kahīṅ mātam
qismat ke anokhe afsāne
bedard zamānā kyā …
kāṇp uṭhā siṅdūr māṇg kā vo suhāgan kī rāt ḍhalī
rānī ban kar āī thī vo āj bhikhārin ban ke chalī
chhūṭā hai ghar jāe kidhar apne bhī hue begāne
bedard zamānā kyā …
us śhām kā hogā saverā kahāṇ
ye paṅchhī legā baserā kahāṇ
ye pavan hai agan aur garaztā gagan
dhartī bhī lagī ab ṭhukrāne
bedard zamānā kyā …
zālim ko apne zulmoṅ kī hotī kabhī pahchān bhī hai
insān terī āṇkhoṅ meṅ bhagvān bhī hai śhaitān bhī hai
kaśhtī se kinārā rūṭh gayā
ye dhakeltī hai lahar aur āge
sāyā bhī nahīṅ ab pahchāne
bedard zamānā kyā …
chiṅgārī se chiṅgārī jale aur āg se āg sulagtī hai
ye bāt sarāsar sachchī hai ki choṭ se choṭ lagtī hai
jin hāthoṅ meṅ motiyoṅ kī laṛiyāṇ
unmeṅ paṛī haiṅ hathkaṛiyāṇ
apnā hī bhāg lagā hai āg lagāne
bedard zamānā kyā …