लैला ने कहा है मजनूं से ... वही मुझसे कह दे तू ई लोवे योउ.
लैला ने कहा जो मजनूं से रांझा ने कहा जो हीर से
वही मुझसे कह दे तू I love you.
नज़रों से चाहत का इन्तज़ार करते हैं
प्यार तो हम प्रेमी इक बार करते हैं
मेरा हुस्न कहता है तेरी जवानी से
शुरुआत उल्फ़त की अपनी कहानी से मेरे हमदम कर शुरू
I love you. …
भूल के दुनिया को तेरे साथ जीना है
प्यारी निगाहों में अब डूब जाने दो
ज़ुल्फ़ों के परदे में महबूब आने दो मुझको तेरी आरज़ू
I love you. …
तेरी मुहब्बत में हम डूब जाएंगे
तेरा हसीं चेहरा दिल में बसाएंगे
बाहों में जीना है बाहों में मरना है
मुझको कभी दिल से अब दूर न करना रखना सदा रू ब रू
I love you. …
lailā ne kahā jo majnūṅ se rāṅjhā ne kahā jo hīr se
vahī mujhse kah de tū I love you.
nazroṅ se chāhat kā intazār karte haiṅ
pyār to ham premī ik bār karte haiṅ
merā husn kahtā hai terī javānī se
śhuruāt ulfat kī apnī kahānī se mere hamdam kar śhurū
I love you. …
bhūl ke duniyā ko tere sāth jīnā hai
pyārī nigāhoṅ meṅ ab ḍūb jāne do
zulfoṅ ke parde meṅ mahbūb āne do mujhko terī ārazū
I love you. …
terī muhabbat meṅ ham ḍūb jāeṅge
terā hasīṅ chehrā dil meṅ basāeṅge
bāhoṅ meṅ jīnā hai bāhoṅ meṅ marnā hai
mujhko kabhī dil se ab dūr na karnā rakhnā sadā rū ba rū
I love you. …