Lahraa ke bal khaa ke ... aa gaye aa gaye aa gaye

लहरा के बल खा के ... आ गये आ गये आ गये
Work
Year
Language

को: लहरा के बल खा के राह पे -2
सु: आ गये आ गये आ गये -2
जिनको देख-देख शरमाऊँ
और न देखूँ तो घबराऊँ
( वो जो मेरे ख़यालों पे छा गये
आ गये ) -2

सु: आ गये आ गये आ गये -3
को: लहरा के बल खा के राह पे -3

सु: तन के गोरे मन के काले-काले -2
जिनको मैं कहूँ चोर दिल कहे भोले-भाले -2
( वो जो ठण्डी आग लगा गये
आ गये ) -2

सु: आ गये आ गये आ गये -3
को: लहरा के बल खा के राह पे -3

सु: नैना उनके ढूँढ रहे हैं हमको -2
पर हम तो दुख देंगे बड़ा ऐसे बलम को -2
( वो जो दिल का चैन चुरा गये
आ गये ) -2

सु: आ गये आ गये आ गये -3
को: लहरा के बल खा के राह पे -3

को: लहरा के बल खा के राह पे -2

ko: lahrā ke bal khā ke rāh pe -2
su: ā gaye ā gaye ā gaye -2
jinko dekh-dekh śharmāūṇ
aur na dekhūṇ to ghabrāūṇ
( vo jo mere khayāloṅ pe chhā gaye
ā gaye ) -2

su: ā gaye ā gaye ā gaye -3
ko: lahrā ke bal khā ke rāh pe -3

su: tan ke gore man ke kāle-kāle -2
jinko maiṅ kahūṇ chor dil kahe bhole-bhāle -2
( vo jo ṭhaṇḍī āg lagā gaye
ā gaye ) -2

su: ā gaye ā gaye ā gaye -3
ko: lahrā ke bal khā ke rāh pe -3

su: nainā unke ḍhūṇḍh rahe haiṅ hamko -2
par ham to dukh deṅge baṛā aise balam ko -2
( vo jo dil kā chain churā gaye
ā gaye ) -2

su: ā gaye ā gaye ā gaye -3
ko: lahrā ke bal khā ke rāh pe -3

ko: lahrā ke bal khā ke rāh pe -2