लगी जो टक्कर ... झुक गई देखो गर्दन्
लगी जो टक्कर
अरे खा गये चक्कर
टूटे लड्डू मन के
चले थे चौबे छबे होने
रह गये दूबे बन के
( झुक गई देखो गर्दन चलते थे जो तन के
हो गये चौपट सभी इरादे आज ख़ुशी के मन के
हो हो हो आज ख़ुशी के मन के ) -2
खड़े हैं बन के भीगी बिल्ली -2
लगे हैं मुँह पे ताले
( हमने देखा नहीं बरसते
बहोत गरज़ने वाले ) -2
गीदड़ शेर नहीं हो सकता -2
शेर की खाल पहन के
हो गये चौपट सभी इरादे आज ख़ुशी के मन के
हो हो हो आज ख़ुशी के मन के
( बुरा किसी का करने वालों
भला भी करना सीखो
यहाँ सेर पे सवा सेर हैं
कुछ तो डरना सीखो ) -2
बड़े बिकट हैं लोग यहाँ के
समझे
बड़े बिकट हैं लोग यहाँ के
उनसे बच लो उनसे
हो गये चौपट सभी इरादे आज ख़ुशी के मन के
हो हो हो आज ख़ुशी के मन के
झुक गई देखो गर्दन चलते थे जो तन के
हो गये चौपट सभी इरादे आज ख़ुशी के मन के
lagī jo ṭakkar
are khā gaye chakkar
ṭūṭe laḍḍū man ke
chale the chaube chhabe hone
rah gaye dūbe ban ke
( jhuk gaī dekho gardan chalte the jo tan ke
ho gaye chaupaṭ sabhī irāde āj khuśhī ke man ke
ho ho ho āj khuśhī ke man ke ) -2
khaṛe haiṅ ban ke bhīgī billī -2
lage haiṅ muṇh pe tāle
( hamne dekhā nahīṅ baraste
bahot garazne vāle ) -2
gīdaṛ śher nahīṅ ho saktā -2
śher kī khāl pahan ke
ho gaye chaupaṭ sabhī irāde āj khuśhī ke man ke
ho ho ho āj khuśhī ke man ke
( burā kisī kā karne vāloṅ
bhalā bhī karnā sīkho
yahāṇ ser pe savā ser haiṅ
kuchh to ḍarnā sīkho ) -2
baṛe bikaṭ haiṅ log yahāṇ ke
samjhe
baṛe bikaṭ haiṅ log yahāṇ ke
unse bach lo unse
ho gaye chaupaṭ sabhī irāde āj khuśhī ke man ke
ho ho ho āj khuśhī ke man ke
jhuk gaī dekho gardan chalte the jo tan ke
ho gaye chaupaṭ sabhī irāde āj khuśhī ke man ke