लगी है आग सी हर मौज ... ये तूने क्या कहा
मु: लगी है आग सी हर मौज की रवानी में
मचल रही है कोई नाज़नीं पानी में
आ: ये तूने क्या कहा
मु: कहा होगा
आ: ये मैने क्या सुना
मु: सुना होगा
आ: अरे ये दिल गया
मु: गया होगा
मु: ये तूने क्या कहा
आ: कहा होगा
मु: ये मैने क्या सुना
आ: सुना होगा
मु: अरे ये दिल गया
आ: गया होगा
ये तूने क्या कहा …
आ: छम से बहार आई जान-ए-वफ़ा आज ( तेरे साथ ) -2
प्यार ले अंगड़ाई छाया नशा थाम ( मेरा हाथ ) -2
मु: दूर न जाना करके बहाना ( मेरे सनम तू ) -2
आ: ये तूने क्या कहा …
मु: बनके लहर झूमे आज मेरा प्यार ( तेरे साथ ) -2
ज़ुल्फ़ तेरी चूमे काली घटा जैसे ( मेरे साथ ) -2
आ: भूल न जाना दिल का फ़साना ( मेरे सनम तू ) -2
मु: ये तूने क्या कहा …
mu: lagī hai āg sī har mauj kī ravānī meṅ
machal rahī hai koī nāznīṅ pānī meṅ
ā: ye tūne kyā kahā
mu: kahā hogā
ā: ye maine kyā sunā
mu: sunā hogā
ā: are ye dil gayā
mu: gayā hogā
mu: ye tūne kyā kahā
ā: kahā hogā
mu: ye maine kyā sunā
ā: sunā hogā
mu: are ye dil gayā
ā: gayā hogā
ye tūne kyā kahā …
ā: chham se bahār āī jān-e-vafā āj ( tere sāth ) -2
pyār le aṅgaṛāī chhāyā naśhā thām ( merā hāth ) -2
mu: dūr na jānā karke bahānā ( mere sanam tū ) -2
ā: ye tūne kyā kahā …
mu: banke lahar jhūme āj merā pyār ( tere sāth ) -2
zulf terī chūme kālī ghaṭā jaise ( mere sāth ) -2
ā: bhūl na jānā dil kā fasānā ( mere sanam tū ) -2
mu: ye tūne kyā kahā …