Lagee hai aag dil men ... qismat ke sitaare doob gae

लगी है आग दिल में ... क़िस्मत के सितारे डूब गए
Work
Year
Language

र: लगी है आग दिल में आँख से आँसू बरसते हैं
बनी है जान पर हम तुमसे मिलने को तरसते हैं

ल: क़िस्मत के सितारे डूब गए हाय मिलने का सहारा कोई नहीं -2
र: तुम हमसे जुदा हम तुमसे जुदा -2
दुनिया में हमारा कोई नहीं -2

ल: उल्फ़त का ज़माना बीत गया
हम हार गए जग जीत गया हाय जीत गया
जीने का सहारा कोई नहीं -2
अब बीती हुई यादों के सिवा -2

र: छाया है अँधेरा आ जाओ
तुम लेके सवेरा आ जाओ हाय आ जाओ
रातें हैं अँधेरी उल्फ़त की -2
उम्मीद का तारा कोई नहीं -2

ra: lagī hai āg dil meṅ āṇkh se āṇsū baraste haiṅ
banī hai jān par ham tumse milne ko taraste haiṅ

la: qismat ke sitāre ḍūb gae hāy milne kā sahārā koī nahīṅ -2
ra: tum hamse judā ham tumse judā -2
duniyā meṅ hamārā koī nahīṅ -2

la: ulfat kā zamānā bīt gayā
ham hār gae jag jīt gayā hāy jīt gayā
jīne kā sahārā koī nahīṅ -2
ab bītī huī yādoṅ ke sivā -2

ra: chhāyā hai aṇdherā ā jāo
tum leke saverā ā jāo hāy ā jāo
rāteṅ haiṅ aṇdherī ulfat kī -2
ummīd kā tārā koī nahīṅ -2