Lagaa kar dil pareeshaan hain

लगा कर दिल परीशाँ हैं
Work
Year
Language

लगा कर दिल परीशाँ हैं मुहब्बत देख ली हमने
उम्मीदें बन गईं आँसू ये चाहत देख ली हमने
लगा कर दिल

लगी हैं ठोकरें ऐसी के अब जीना भी मुश्किल है
जीना भी मुश्किल है
किसी से क्‌या करें शिकवा ये क़िस्मत देख ली हमने
लगा कर दिल परीशाँ हैं मुहब्बत देख ली हमने
लगा कर दिल

कभी भूले से दिल वालो किसी से प्यार न करना
हाय प्यार न करना
यहाँ अपने पराये हैं हक़ीक़त देख ली हमने
लगा कर दिल

सता ले आसमाँ तू भी सता ले ग़म के मारों को
ग़म के मारों को
मुसीबत और क्‌या होगी मुसीबत देख ली हमने

लगा कर दिल परीशाँ हैं मुहब्बत देख ली हमने
लगा कर दिल्

lagā kar dil parīśhāṇ haiṅ muhabbat dekh lī hamne
ummīdeṅ ban gaīṅ āṇsū ye chāhat dekh lī hamne
lagā kar dil

lagī haiṅ ṭhokreṅ aisī ke ab jīnā bhī muśhkil hai
jīnā bhī muśhkil hai
kisī se k‌yā kareṅ śhikvā ye qismat dekh lī hamne
lagā kar dil parīśhāṇ haiṅ muhabbat dekh lī hamne
lagā kar dil

kabhī bhūle se dil vālo kisī se pyār na karnā
hāy pyār na karnā
yahāṇ apne parāye haiṅ haqīqat dekh lī hamne
lagā kar dil

satā le āsmāṇ tū bhī satā le ġham ke māroṅ ko
ġham ke māroṅ ko
musībat aur k‌yā hogī musībat dekh lī hamne

lagā kar dil parīśhāṇ haiṅ muhabbat dekh lī hamne
lagā kar dil