लछमी मूरत दरस दिखाये -2
सिर पर मुकुत गले में माला -2
मन ललचाये
लछमी मूरत दरस दिखाये -2
( है क्या कोई सोहावन सपना
धन माया सब अपना-अपना ) -2
नाहिं-नाहिं खूली आँख में
नाहिं-नाहिं नहीं खूली आँख में
सपना कहाँ समाय
लछमी मूरत दरस दिखाये -2
लालच की खरी बी धूप ये है
ना पिछले जनम की रूप ये है
लालच की खरी बी धूप ये है
ना पिछले जनम की ये रूप पे है
( हो नहीं सकता डूबा सूरज
रात को सामने आये ) -2
( ना धोखा ना ये छल है
क्या पिछले करम का फल है ) -2
कोई जतन हो जाये
ये देवि हाथ न आ
% थे वेर्सिओन ई हद एन्देद अब्रुप्त्ल्य हेरे
lachhmī mūrat daras dikhāye -2
sir par mukut gale meṅ mālā -2
man lalchāye
lachhmī mūrat daras dikhāye -2
( hai kyā koī sohāvan sapnā
dhan māyā sab apnā-apnā ) -2
nāhiṅ-nāhiṅ khūlī āṇkh meṅ
nāhiṅ-nāhiṅ nahīṅ khūlī āṇkh meṅ
sapnā kahāṇ samāy
lachhmī mūrat daras dikhāye -2
lālach kī kharī bī dhūp ye hai
nā pichhle janam kī rūp ye hai
lālach kī kharī bī dhūp ye hai
nā pichhle janam kī ye rūp pe hai
( ho nahīṅ saktā ḍūbā sūraj
rāt ko sāmne āye ) -2
( nā dhokhā nā ye chhal hai
kyā pichhle karam kā phal hai ) -2
koī jatan ho jāye
ye devi hāth na ā
% the version ī had ended abruptly here