Laakh zamaane vaale daalen dilon pe taale

लाख ज़माने वाले डालें दिलों पे ताले
Work
Year
Language


( लाख ज़माने वाले
डालें दिलों पे ताले
तुम भी न भूलो बालम
हम भी न भूलें ) -2
बालम
हम भी न भूलें


( दिल की लगी पे देखो
आँच न आये
जान रहे के जाये
प्यार न जाये ) -2
बीते सो बीते देखो
दुनिया न जीते देखो

तुम भी न भूलो बालम
हम भी न भूलें
बालम
हम भी न भूलें


( ग़म जो तुम्हारा हो वो
ग़म भी है प्यारा
मैं भी तुम्हारी बालम
दिल भी तुम्हारा ) -2
प्रीत लगी न छूटे
डोर बाँधे न टूटे

तुम भी न भूलो बालम
हम भी न भूलें
बालम
हम भी न भूलें

लाख ज़माने वाले
डालें दिलों पे ताले
तुम भी न भूलो बालम
हम भी न भूलें
बालम
हम भी न भूलें

o
( lākh zamāne vāle
ḍāleṅ diloṅ pe tāle
tum bhī na bhūlo bālam
ham bhī na bhūleṅ ) -2
bālam
ham bhī na bhūleṅ

o
( dil kī lagī pe dekho
āṇch na āye
jān rahe ke jāye
pyār na jāye ) -2
bīte so bīte dekho
duniyā na jīte dekho

tum bhī na bhūlo bālam
ham bhī na bhūleṅ
bālam
ham bhī na bhūleṅ

o
( ġham jo tumhārā ho vo
ġham bhī hai pyārā
maiṅ bhī tumhārī bālam
dil bhī tumhārā ) -2
prīt lagī na chhūṭe
ḍor bāṇdhe na ṭūṭe

tum bhī na bhūlo bālam
ham bhī na bhūleṅ
bālam
ham bhī na bhūleṅ

lākh zamāne vāle
ḍāleṅ diloṅ pe tāle
tum bhī na bhūlo bālam
ham bhī na bhūleṅ
bālam
ham bhī na bhūleṅ
o