Laagee naaheen chhoote raamaa chaahe jiyaa jaaye

लागी नाहीं छूटे रामा चाहे जिया जाये
Work
Year
Language

दि: लागी नाहीं छूटे
अं
चाहे जिया जाये

ल: आ
चाहे जिया जाये

दि: ओ मन अपनी मसती का जोगी -2
कौन इसे समझाये
ल: आ
कौन इसे समझाये
रामा
दि: चाहें जिया जाये

ल: आ
लागी नाहीं छूटे
रामा
चाहें जिया जाये

दि: रिमझिम-रिमझिम बुंदियाँ बरसें
छिड़ीं प्यार की बातें
ल: मीठी-मीठी आग़ में खुल गईं
कितनी ही बरसातें
रिमझिम-रिमझिम बुंदियाँ बरसें

जाने किसे दिल दीवाना
बैठा रोग लगाये

चाहें जिया जाये

दि: लागी नाहीं छूटे
ल: अं
लागी नाहीं छूटे
रामा
दि: चाहें जिया जाये

ल: लागी नाहीं छूटे
रामा
चाहें जिया जाये

मन अपनी मस्ती का जोगी
हो मन अपनी मस्ती का जोगी
कौन इसे समझाये
चाहें जिया जाये

दि: तारों में मुसकान है तेरी
चाँद तेरी परछाईं
उतने गीत हैं जितनी रातें
हमने साथ बिताईं

ल: आ
कैसे बोलूँ रे साँवरिया
करूं मैं कौन उपाय

दो: चाहें जिया जाये

ल: रिमझिम-रिमझिम बुंदियाँ बरसें
छिड़ीं प्यार की बातें
मीठी-मीठी आग़ में खुल गईं
कितनी ही बरसातें
रिमझिम-रिमझिम बुंदियाँ बरसें

जाने किसे दिल दीवाना
बैठा रोग लगाये

चाहें जिया जाये

di: lāgī nāhīṅ chhūṭe
aṅ
chāhe jiyā jāye

la: ā
chāhe jiyā jāye

di: o man apnī mastī kā jogī -2
kaun ise samjhāye
la: ā
kaun ise samjhāye
rāmā
di: chāheṅ jiyā jāye

la: ā
lāgī nāhīṅ chhūṭe
rāmā
chāheṅ jiyā jāye

di: rimjhim-rimjhim buṅdiyāṇ barseṅ
chhiṛīṅ pyār kī bāteṅ
la: mīṭhī-mīṭhī āġh meṅ khul gaīṅ
kitnī hī barsāteṅ
rimjhim-rimjhim buṅdiyāṇ barseṅ
ā

jāne kise dil dīvānā
baiṭhā rog lagāye
ā
chāheṅ jiyā jāye

di: lāgī nāhīṅ chhūṭe
la: aṅ
lāgī nāhīṅ chhūṭe
rāmā
di: chāheṅ jiyā jāye

la: lāgī nāhīṅ chhūṭe
rāmā
chāheṅ jiyā jāye

man apnī mastī kā jogī
ho man apnī mastī kā jogī
kaun ise samjhāye
chāheṅ jiyā jāye

di: tāroṅ meṅ muskān hai terī
chāṇd terī parchhāīṅ
utne gīt haiṅ jitnī rāteṅ
hamne sāth bitāīṅ
ā
la: ā
kaise bolūṇ re sāṇvriyā
karūṅ maiṅ kaun upāy
ā
do: chāheṅ jiyā jāye

la: rimjhim-rimjhim buṅdiyāṇ barseṅ
chhiṛīṅ pyār kī bāteṅ
mīṭhī-mīṭhī āġh meṅ khul gaīṅ
kitnī hī barsāteṅ
rimjhim-rimjhim buṅdiyāṇ barseṅ

jāne kise dil dīvānā
baiṭhā rog lagāye
ā
chāheṅ jiyā jāye