Laagee chhoote naa ab to sanam

लागी छूटे ना अब तो सनम्
Year
Language

ल: लागी छूटे ना अब तो सनम
चाहे जाए जिया तेरी क़सम
लागी छूटे ना …

र: तुझको पुकारे बन के दीवाना ना माने रे जिया -2
ल: ओ जी हो
प्यार किया तो करके निभाना सुनो जी रसिया
र: ओ प्यार किया तो प्यार किया तेरी क़सम
लागी छूटे ना …

ल: दूर हूँ फिर भी दिल के क़रीब निशाना है तेरा -2
र: सोच ले फिर से एक गरीब दीवाना है तेरा -2
ल: सोच लिया जी सोच लिया तेरी क़सम
र: लागी छूटे ना …

ल: जब से लड़ी है तुझसे निग़ाहें तड़प रहा दिल -2
र: देख के चलना प्यार की राह बड़ी है मुश्किल
ल: देख लिया जी देख लिया तेरी क़सम
लागी छूटे ना …

la: lāgī chhūṭe nā ab to sanam
chāhe jāe jiyā terī qasam
lāgī chhūṭe nā …

ra: tujhko pukāre ban ke dīvānā nā māne re jiyā -2
la: o jī ho
pyār kiyā to karke nibhānā suno jī rasiyā
ra: o pyār kiyā to pyār kiyā terī qasam
lāgī chhūṭe nā …

la: dūr hūṇ phir bhī dil ke qarīb niśhānā hai terā -2
ra: soch le phir se ek garīb dīvānā hai terā -2
la: soch liyā jī soch liyā terī qasam
ra: lāgī chhūṭe nā …

la: jab se laṛī hai tujhse niġhāheṅ taṛap rahā dil -2
ra: dekh ke chalnā pyār kī rāh baṛī hai muśhkil
la: dekh liyā jī dekh liyā terī qasam
lāgī chhūṭe nā …